Tere Jalwe Ka Nasheman Ho Mere Seene MeinAks Abad Ho Tera Mere Aaeene Mein
hamesha mujh ko tiflī meñ bhī mashq-e-terah-rozī thīsiyāhī hai mire ayyām meñ lauh-e-dabistāñ kī
Zindagi Ho Tera Nazara Mere Dil Ke LiyeRoshni Ho Teri Gehwara Mere Dil Ke Liye
tum apne shikve kī bāteñ na khod khod ke pūchhohazar karo mire dil se ki is meñ aag dabī hai
Ishq Ki Garmi Se Shoale Ban Gye Chale MereKhailte Hain Bijlion Ke Sath Ab Nale Mere
'asad' ḳhushī se mire haath paañv phuul ga.ekahā jo us ne zarā mere paañv daab to de
Yak Nazar Kardi-o-Adaab-e-Fana AmokhtiAe Khunak Roze Ke Khashak-e-MerWa Soukhti
nazar lage na kahīñ us ke dast-o-bāzū koye log kyuuñ mire zaḳhm-e-jigar ko dekhte haiñ
Jis Ki Chamak Hai Paida, Jis Ki Mehak HawedaShabnam Ke Motiyon Mein, Phoolon Ke Pairhan Mein
kahūñ kis se maiñ ki kyā hai shab-e-ġham burī balā haimujhe kyā burā thā marnā agar ek baar hotā
Barbat-e-Kon-o-Makan Jis Ki Khamoshi Pe NisarJis Ke Har Taar Mein Hain Saikrhon Naghmon Ke Mazar
hue mar ke ham jo rusvā hue kyuuñ na ġharq-e-dariyāna kabhī janāza uThtā na kahīñ mazār hotā
Moti Khush Rang, Pyare PyareTani Tere Aansuon Ke Tare
daad detā hai mire zaḳhm-e-jigar kī vaah vaahyaad kartā hai mujhe dekhe hai vo jis jā namak
Ro Le Ab Dil Khol Kar Ae Didah-e-Khunanaba BarWoh Nazar Ata Hai Tehzeeb-e-Hijazi Ka Mazar
Mila Mohabbat Ka Souz Mujh Ko To Bole Subah-e-Azal FarishteMisal-e-Shama-e-Mazar Hai Tu, Teri Koi Anjuman Nahin Hai
Zamane Dekhe Ga Jab Mere Dil Se Mehshar Uthe Ga Gutugoo KaMeri Khamoshi Nahin Hai, Goya Mazar Hai Harf-e-Arzoo Ka