Hai Garmi-e-Adam Se Hungama-e-Alam GaramSooraj Bhi Tamashayi, Tare Bhi Tamashayi
zakāt-e-husn de ai jalva-e-bīnish ki mehr-āsācharāġh-e-ḳhāna-e-darvesh ho kaasa gadā.ī kā
Meri Soorahi Se Qatra Qatra Naye Hawadis Tapak Rahe HainMain Apni Tasbeeh-e-Roz-o-Shab Ka Shumar Karta Hon Dana Dana
na luTtā din ko to kab raat ko yuuñ be-ḳhabar sotārahā khaTkā na chorī kā duā detā huuñ rahzan ko
Hawa Hai Go Tund-o-Taiz Lekin Charagh Apna Jala Raha HaiWoh Mard-e-Darvesh Jis Ko Haq Ne Diye Hain Andaz-e-Khusarwana
rahm kar zālim ki kyā būd-e-charāġh-e-kushta hainabz-e-bīmār-e-vafā dūd-e-charāġh-e-kushta hai
Garan Baha Hai Tera Girya-e-SehargahiIssi Se Hai Tere Nakhl-e-Kuhan Ki Shadabi
dil-lagī kī aarzū bechain rakhtī hai hameñvarna yaañ be-raunaqī sūd-e-charāġh-e-kushta hai
Samjhe Ga Zamana Teri Ankhon Ke IshareDekhain Ge Tujhe Door Se Gardoon Ke Sitare
nashsha-e-mai be-chaman dūd-e-charāġh-e-kushta haijaam dāġh-e-shola-andūd-e-charāġh-e-kushta hai
Ek Raat Sitaron Se Kaha Najam-e-Sehar NeAdam Ko Bhi Dekha Hai Kisi Ne Kabhi Baidar?
dāġh-e-rabt-e-ham haiñ ahl-e-bāġh gar gul ho shahīdlaala chashm-e-hasrat-ālūd-e-charāġh-e-kushta hai
Zahra Ne Kaha, Aur Koi Baat Nahin Kya?Iss Karmak-e-Shab-e-Kaur Se Kya Hum Ko Sarokar!
shor hai kis bazm kī arz-e-jarāhat-ḳhāna kāsub.h yak-bazm-e-namak sūd-e-charāġh-e-kushta hai